Urdu paheliyan |
Answers |
Wo kon sa mulk hai jahan nagay paon chalnay walay ko saza milti hai? |
Belgium |
Wo kon se chez hai ju soba sabaz, dopar ko kali, sham ko nehli aur raat ko safeed hoti hai? |
Billi ki ankhain |
Wo kon sa janwar hai ju hamesha zinda rehta hai? |
Jheli Fish |
Wo kon se chez hai jis kay phatanay ki awaz nhi ati? |
Milk |
Wo kon sa jandar hai jis ko maut ka waqt, jaga aur kasay mout ho ge ye be malum hota hai? |
Sazai mout ka qadi |
Wo kon se sabzi hai jis ka phela word hata dain tu wo aik mashor larki ka nam ban jata hai? |
khera |
Aik khali dabay main kitnay anday rakhay ja saktay hain? |
aik, kun kay is kay bad wo khali nhi rahay ga |
Wo kon se daal hai jis ko ulta likha jaye tu mulk ka nam banta hai? |
Mash ki daal |
Wo kon sa darkat hai jis par insan nhi char sakta? |
Kelay ka darkhat |